KABIR CHAURA
US$5.00
15% OFF CODE: SAVE15
Description
Kabir Chaura ko yadi kavita maana jaaye, toh ye har aam aur khaas aadmi se sambandhit unn vishyon par gudgudaati hai, jinse unka vaasta padhta ho. Mehengai, Ashiksha, Beemari, Bekaari, Macchar, Malaria aadi samasyaen ho ya netaon ki kartoot ho ya raajneetik utha-patak aur swaarth, inn sab par saral bhaasha mein chuteela vyangya kabir chaura ki khaasiyat hai. Kabir Chaura na keval pathak ka manoranjan karta hai, apitu vyawastha ki unn sacchayion ko bhi nanga karta hai, jinke aadhar par loktantra